Aapke baal lambe ho ya straight ya curly ho jese bhi ho par unhe silky aur smooth hona chahiye. Kahne ka matlab hai ki baalo ki quality bahut acchi hona chahiye. Par bahut si mahilayo ke baal kafi dry hote hai iss vajah se unhe kai prakaar ki dikkat hoti hai.
Baalo mai dryness ke kai main karan pollution, mousam, nami, heat, jyada styling ya lagatar chemical aadi hai. Inn karano se dry huye baal ya praktik roop se dry baalo ko aap ghar par hi acchi tarah se treat kar sakti hai.
Dry baalo ko natural tarah se treat karne se baalo ko majboot aur swasth unka jhadna bhi band kiya ja sakta hai. Iske liye aapko kisi polar ya spa me hajaro paise kharch karne ki jarurat bhi nahi hai, bas aap kuch gharelu tips apna kar baalo ko silky tatha mulayam banaya ja sakta hai.
Besan Pack
• Iske liye sabse pahle ek cup kaccha dudh ya nariyal dudh le. Isme 2 se 3 chammach besan milaiye. Iska accha se paste taiyar kar le aur baalo me acchi tarah lagaiye.
• Ise 15 minutes ke liye aise hi laga rahne de. Uske baad shampoo se sar ko dho lijiye.
Avashayak Tel
• Baalo ko puri tarah se accha banye rakhne ke liye jaruri hai ki unme tel lagya jaye.
• Aap nariyal aur badam ke tel ko barabar matra me mila lijiye aur isme adha chammach arandi ka tel bhi mila lijiye.
• Inhe acchi tarah mila le aur baalo ki bhitari twacha par lagaiye. Baad me baalo ko shampoo aur halke gungune pani se dho lijiye.
• Aap chahe to hot oil massage bhi kar sakti hai. Isse baalo ki growth acchi hogi.
Shahad
• 3 cup garam pani me ek chammach shahad mila le aur acchi tarah mix kar le.
• Ise baalo par acchi tarah lagaiye aur kuch samay ke liye chhod de. Phir aadha ghante ke baad acchi tarah shampoo kar lijiye.
Ande ke Pack
• Iske liye sabse pahle 2 ande lijiye aur unhe tod lijiye. Phir isme ek chammach dahi aur shahad mila kar acche se mix kar lijiye.
• Ab iss mishran ko baalo me lagaiye. Baad me thande pani se baalo ko dho lijiye.
Mayonnaise Pack
• Aadhe cup mayonnaise le aur ise acche se fait lijiye. Ab ise apne baalo me lagaiye tatha 30 minutes ke baad thande pani aur shampoo se baalo ko dho lijiye.
Beer
• Iske use ke liye aadha cup beer le aur isme 2 cup pani mila lijiye. Isse apne baalo ko acchi tarah dhoiye.
• Iske baad baalo ko sadharan pani se dho lijiye. Aap chahe to iske liye Park Avenue Beer Shampoo ka bhi use kar sakte ho.
Baking Soda
• Iske liye ek cup pani le aur isme ek chammach baking soda mila lo. Ise acchi tarah mix karke baalo ko dhoiye.
• Aap chahe to apne shampoo mai bhi baking soda ka istemaal kar sakte hai.
Avocado aur Nariyal Dudh
• Iske istemaal ke liye pahle avocado ka pulp nikal kar aur isme aadha cup nariyal ka dudh milale. Iss paste ko apne baalo par lagaiye. Phir 15 minutes ke baad apne balao ko saade pani se dho lijiye. Isse aapke dry hair ki problem hamesha ke liye khatam ho jayengi.
Khatta Dahi
• Isse aapke baalo ki ganadgi saaf ho jayengi. Saath hi baalo me faila koi bhi sankraman khatam ho jayega. To hum bol sakte hai ki dahi ek bahut accha Home Remedies for Dry Hair hai.
Aloe Vera Juice aur Dahi
• Fir sukhne par thande pani se apne baalo ko dho lijiye. Iss prakriya ko week me kam se kam 2 baar jarur kijiye.
Nimbu
• Uske baad is mishran ko apne baalo mai aur scalp par lagaiye. Iss paste ko lagane ke baad halki si massage kar lijiye.
• Ek ghante ke baad sade thande pani se apne baalo ko dho lijiye. Rukhe balao ke liye yeh bahut accha upay hai.
Vitamin E Yukt Tel
• Olive Oil mai Vitamin E ki bharpur matra hoti hai. Iss mishran se raat ko acche se malish karne ke baad baal cover karke so jaye aur subah mailed shampoo se apne baal dho lijiye.

• Dry hair ko sahi karne ke liye yeh tarika sabse accha hai.
• Rukhe baalo ko hamesha aise poshan dena chahiye, jo baalo ko majboot banaye aur unhe silky bhi kar de.
• Hum sabhi jante hai ki shahad bahut laabhdayak hota hai. Baalo ko silky aur healthy banane ke liye shahad ka upyog kiya ja sakta hai.
• Ande ki jardi, baalo ko silky banane ke liye kafi laabhdayak hoti hai. Isme bharpur matra me protein hota hai, jo baalo ko moisturize karta hai.
• Mayonnaise ek powerful antioxidant hota hai, jisse baalo me majbooti aur unki chamak badti hai. Isko lagane se rukhe baal sahi ho jate aur unka jhadna bhi band ho jata hai.
• Home Remedies for Dry Hair ki baat kare to beer ka naam sabse pahle aata hai. Beer ko pine ke shoukin logo ke liye to ye khaas hai hi par mana jata hai ki isme baalo ko chamkane ka gun bhi hote hai. Kyoki isme Vitamin B ki bharpur matra hoti hai. Saath hi baalo ko mulayam bhi banata hai.
• Baking soda ka istemaal se baalo ki gandagi nikal jati hai aur baal mulayam ho jate hai. Saath hi baalo ki nichli twacha par nami bhi aati hai.
• Avocado bahut gunkari hota hai, jo baalo ko sundar bana deta hai. Isme Vitamin, Protein aur Minerals bhi bharpur matra me hote hai.
• Khatta Dahi baalo ke liye bahut accha hota hai. Khatte dahi me chutki bhar Phitkari aur thodi si haldi mila lijiye. Ab iss mishran ko apne baalo me lagaiye.
• Aloe Vera juice aur dahi barabar matra mai le. Iss mishran ko acche se apne baalo mai aur scalp par lagaiye aur 30 se 40 minutes ise aisa hi rahne de.
• Nimbu bhi baalo ki problem ke liye bahut accha hota hai. 3 nimbu ke ras le aur usme thoda sa pani mila le.
• Rukhe baalo ki problem se nijat pane ek liye prakritik tel ka use kare. Iske liye jojoba oil aur olive oil aur nariyal oil ko acche se milakar mishran bana lijiye.
Upar aapne jana Dry Hair ke liye aasan Gharelu Nuskhe. To bas der kis baat ki aaj se inn upay ko apna kar apne banaiye apne baalo ko khusoorat aur sundar. Saath hi hamare bataye gaye tarike bahut prakritik hai, jinse koi nuksaan bhi nahi hota hai.